03

Chapter 2

Tanishq sir,dad ka call hai hai dad boliye beta tujhe mane isliye bheja tha ki tu usse humara gold leke aaye par tune to uske ghar ke sath gold ko bhi chod diya

Dad mane usko pyaar se samjhaya tha par nahi mana aur Rahi baat gold ki wo jalta nhi pigal tha hai dad humhre pas gold ki to koi kami nahi hai ashok hai na sab sambhal lega

Ok dad main India aara hu tanishq tanishq beta sun to chacha ji kya hua usne johnny ko marr diya are cacha ji main janta tha wo aisa hi karega

Chaliye chacha ji ab khana kalete hai wo aa jayega wasa bhi humne aapki maan pasand Mutter paneer Bani hai Ashok beta ha chacha ji tu mere dost ka beta hai mere do friend hai bhai jese ayaan aur tere papa rohit

Par chacha ji apne kabhi papa ki kami mehsus hi nahi hone di to mujhe unki yaad bhi nahi aati aapko aur chachi ji ko main apne mummy papa Manta hu

Tujhe pata hai beta ki tanishq aapni mummy se bhot pyaar karta hai aur ek hafte se wo mujhse puch raha hai ki mummy ka hai dad par usko kese batau ki wo to hospital main hai 1 week se usse main ne bola wo aapne kisi kam ko pura karne gayi hai

Kabir sir ha ?

Wo madam ji ka call aaya tha wo aapko bula Rahi hai thik hai beta main jara hu main ye dua karta hu bagvan se ki chachi ko kuch na ho

Doctor wo meri biwi kesi hai dekhiye Kabir ji aapki biwi ko brain tumor hai aur unke bachne ke chance bhot kam hai doctor main mil sakta hu yes thanks doctor

Akansha aap aa gaye tanishq nhi aaya raat ko aa jayega maa hu to bete ki bhot fikar rehti hai jane se phle aapne bete ko dekh na chahti hu Akansha ye acha nhi hai mujhse phle tum jari ho

Kabir ji maut puch ke nahi aati chahti to main ye thi ki aapne bete ki hone wali ladki ko bhi dekhu par aap to dekh loge khushi is baat ki hai

Akansha tum Chali gayi to mera kya hoga aapka beta hai na aapka khyal rakhne ke liye aur aap rona mat main aapke sath hamesha rahugi aur ab airport jaiye aur bete ko leke aana

Hello ashok beta ji chacha ji jao beta tanishq ko pickup karne ji chacha ji aur na beta usko sab bata do ji chacha ji

Abe ye Ashok kidar regaya Ashok abe sale itni der kyu lagyi tanishq tujhe ek Important baat bata ni hai ha bol wo chachi 1 week se hospital main hai wo chacha ji ne jut bola kya hospital main

Chal jaldi papa ne acha nahi kiya yaar main unke sath acche se rahe bhi nahi paya

Dad dad dad mummy ka hai ja beta usse mil le

Mummy tanishq beta aaja mummy ye sach nahi hai aap ko kuch nahi hua beta tu ro Kyu Raha hai aur kya karu aap ke sath main time bhi ispend nhi kar paya papa ne 10 sal ki age main landan padhne ke liye bhej diya tha

Beta main janti hu ki tujhe itna maa ka pyaar nahi mila par beta jaana to sab ko hota hai beta main puri zindagi to tere sath nahi re Sakti na

Beta ye mafiya ki ladayi bhot katarnak hoti hai par tu Wada kar ki tu kisi apne ki jaan nhi lega usko pitna par jaan se nahi marna promise beta promise mummy nhi lunga main kisi aapne ki jaan

Acha to beta aapna khyal rakhna aur aapne dadi ka bhi ok aur beta rona nahi rona nahi i love you beta mummy mummy mummyyyy i love you too mummy

To be continue Chepter 3 is coming tomorrow please support this story

Write a comment ...

Write a comment ...

YashKumar

Hi l am Yash main re phle story ahna jari hai jiska naam hai hum srif tumhare hain ashi aur bhi story lata rya gha thank you