
"1992 ye kahani Suru hoti hai calcutta se ek school se ek baccha Sidharth aur uske baba se,,
'Sidharth beta tumko school to jaana padega na,,
"Nhi baba mujhe school jaana acha nahi lagta hai mujhe to aapki bhoot pret ki kahani achi lagti hai,,
"Acha to aaj raat ko baba aapko ek aur kahani sunayege lekin phle aapko school Jana hoga,,
"Pakka Wada ke aap Sunao ghe aree hai beta aur ha suno padhi pe dhyan dena kahani ke bare main mat soch the Rena,,
. . . .
''Sidharth tujhe pata hai wo raja ki tabiyat kharab hai to Aaj wo nahi aaya ye bhot khushi ki baat kyuki wo humko pasand nahi hai,,
"Raja Jaye baad main mujhe to school khatam hone ka intezar hai,,
''ab Sidharth school khatam hone ka wait kar raha tha to 2 baje uska school khatam hota hai,,
Acha Sidharth kal milte hai
Baba baba baba!
Aree ha beta
Chalo aapne jo wada kiya tha usko pura karo
Acha aaja aaj tujhe kahani sunta hu ek shaitaan ki
Baba ye shaitaan kon hai
Dekho beta jese bagvan Roshni ke jese duniya ko Roshan karte hai wase hi ek shaitaan duniya mein handera karta hai
Ek shame main wo bhi devdoot tha aur bhot sundar tha wo aur devdoot se wo iswar ka pasandida devdoot tha par usko bhot zada gamand hogaya tha aapni takat par to iswar ne usko Swarg se narak main bhej diya aur tab se wo narak par raj karta hai
Baba wo sabse zyada takat war hai
Ha beta hai to par iswar se zada nhi ek shaitaan puri duniya ko aapna gulam banana chahta hai par beta wo sayad hi kabhi aayega ja ab tu soja
Baba kahani bhot kartrank hai mujhe darr lagra hai kabhi mere samne na aa jaye koi baat nahi beta main aara hu tere sath sone
. . . .






Write a comment ...