
Ruhi beta kal Karan tumko dekh ne aara hai aur beta tu aise udas mat ho
To kya karu dad aap zabardasti shaadi jo kar wa rahe ho
Beta koi baat nhi jab shaadi ho jayegi tab tu shik le gi aur ab soja raat bhot hori hai
To ab ruhi aapna phone uth ti hai aur Priya ko call kar thi hai
Priya kal wo ladka mujhe dekh ne aara hai
Kya!! ruhi tere baap ko to bhot jaldi hori hai
Yaar priya kuch to kar please yaar meri help kar
Ruhi main kya kar lungi
. . . .
Ok good night
To ye soch soch kar ruhi so jati hai ke ab main kya karu
Hello Kishori Lal ji aap aare hona
Are hum to Rajasthan poch bhi gaye bas ab aapke ghar pe hi aare hai
Are Soumitra wo bas poch ne wale hai ja ruhi ne tyar kar ke leke aa
Ruhi beta ab chal tu tyar ho ja wo bas aane hi wale hai
Maa aap khush ho
Ye beta tu kesi baat kar Rahi hai ek na ek din har ladki ko jana padta hai main bhi to aapne maa baap se dur aayi hu aur dekh ab main kitni khush hu to tu abhi sekh le gi dhree dhree hu sahi par sekh legi chal ab kya rula ke maane gi aaja
Aaj meri beti bhot sundar legni chahiye konsi wali achi legegi ha ye wali chal ab tu phen kar aa isko
Ruhi us dress main bhot sundar lagri hai

Ha ab lagri hai bhot zada sundar meri beti
Soumitra are itni der aur legegi jaldi lia
Bas 2 mit rokiye
Mane to lagra hai ke aaj aapni beti ko bhot sundar bana ke baano gi
Ye lejiye aapki beti kesi lagri hai
Aree kitni Sundar lagri hai ladka to dekh tha re jawyga
lagta hai Kishori Lal ji aa gaye
Hello mr Malik
Kamagani Kishori Lal ji
Beta Karan inke per Chao
Are beta koi baat nahi chalo aap andar aao
. . . .
Ha to malik ji beti ko to boliye ji abhi bola tha hu aree ruhi beta aree Soumitra ruhi ko leke aao
lagta hai mailk ji beti Sharma rahi hai
Beta chal aa ja Bhet ye hai meri beti ruhi kamagani beta ye hai karan Mera beta dad ye to sach main bhot zada kobsurat hai
Hi ruhi hi
To Malik ji is week inki engagment kar wa dete hai beta main sahi bol raha hu na ha dad
To ye sunke ruhi aur pareshan Hogyi
Bolo milik ji ha Kishori Lal ji ye to bhot acha fesla hai
To ruhi guse se aapne room mein bhaag jati hai
Malik ji ye beti ko kya hua hai
Kuch nahi bas uski thodi tabiyat thik nahi hai
Achaaaa
To ab wo din bhi aa jata hai engagement ho jati hai ruhi ki
Ruhi ab aur zada pareshan rene lagti hai kyuki uski shaadi aagle week ko fixed thi






Write a comment ...