
Karan beta meri baat ko aache se sun ab mujhe tere baccho ko dekh na chahta hu
Dad mujhe late hora hai main chalta hu
Aree suniye kal humara pehla karvachoth hai
Hai to ? Chalo abhi mujhe late hora hai baad main baat karte yaha is bare main
Beta koi baat nahi wo busy hai na
Main janti hu dad par wo meri baat 2 mit ke liye bhi nahi sun sakte hai
. . . .
Aarti hey what happened are you ok
Yeah I am ok mujhe kya hua hai
Chal aaja subha se hum opretion kar rahe hai chal mujhe bhuk lagri hai chal kuch khane chal the hai main ne doctor se permission le li hai
Nhi yaar Mera Maan nahi hai
Chal na yaar
Sara! please Aarti chal na
Acha chal to chal the hai
So Aarti menu dekh kar bata kya kaye
Excuse me waiter
Yes mam kya logi aap north lndian south lndian
Bas do samose aur chai
Aur mam aap
Ye other inno ne hi Diya hai
Ok mam abhi lata hu
Aarti tu bhi na yaar itni Sundar hai ye waiter bhi kho gaya teri sundarta main
Hahaha tu bhi na sara
Oye tanu kya other diya hai
Do samose aur chai kab tak ek waiter ki zindagi mein rehna padega par ek din jarur aapna restaurant kholuga
Wo din aaye gha aagle janam mein chal ye samose aur chai de kar aa
Ye lijiye mam aapke chai samose wese subha hori hai
To fir ?
Ek chand ko pheli bar dekha hai din ke ujale main
Excuse me waiter aap ab aapna kam kare is chand ko khane de wese bhi humko hospital ke liye late hora hai chal aarti thoda jaldi kale the hai
Waiter kitne hue
Aree aap ko paise Dene ki koi jarurat nahi hai
Par kyu ? Humko ye special treatment kyu hum kya humari bhn hai
Aree bhn ko hi dete hai kya ye treatment aapko to bhn banna bhi lu par inka pata nahi
Chal yaar aarti lagta hai koi pagal hai
. . . .
So now Aarti keeps thinking about Tanu and now she starts finding out about Tanu.
Aarti uske hotel par jati hai
Excuse me aapke yaha ek waiter kam karta hai uske bare main kuch jana hai
Aap doctor aarti Rathod ho na aur aap tanu ke bare main kuch jana chahti ho wese aaj tanu ki tabiyat kharab hai isliye wo aaj nhi aaya ha par aap uske ghar ja sakti ho uska ghar bas yahi pas main hi hai ye jo aap charch dekh rahi ho iske piche hi hai
Ok thank you
Aree tanu beta zara dekh to kon hai
Amma aap nhi dekh sakti
Agar main dekhugi to idli kon dakhe ga
Acha main hi dekh tha hu
Abe kon hai
Hi l am doctor aarti Rathod
Aree aapko kaise bhul sakta hu wese aap yaha kaise
Wo main paise Dene aayi thi kyuki us din tumne nahi liye the to mujhe acha nahi laga so phle main tumko dund ne tumhare restaurant bhi aayi thi par tum mile nhi to tumhare ghar aa gayi
Aapne itna sab kya wo bhi bas paise Dene ke liye aur main ne bola tha ke main aapse paise nhi le sakta hu
Ok to main chal thi hu
Wese aap doctor ho mujhe pata nahi tha
Ab pata chal gaya tumko tanu nice to meet you
Aarti ji nice to meet you too






Write a comment ...