
Ruhi now again talks to Karan about Karva Chauth
Suno aapne bola tha na ispe raat ko baat karte hai
Listen, you said we'll talk about this tonight
Rakh lo thik hai aur kal main thoda jaldi aa jaunga
Acha suno papa ji jo bol rahe hai wo bhi maan lo
Kya ?
Bache wali baat
Ruhi iske bare main kabhi aur soch the hai kyuki abhi mujhe bhot kam hai
Par kyu abhi kyu nahi soch sakte
Main ne bola na abhi nahi soch sakte
lekin kab sochege jab tum koi dusri shaadi kar loge jab socho ge
Ye sunke karan ko fir gusa aata hai to wo ruhi ko thappad marr deta hai aur bolta hai
Main ne jo bol diya to bol diya bas
To shaadi karke kyu mere sapno ko tod diya ha meri khushi ko barbaad kar diya pagal kar rakha hai tumne jab dekho mujhe marr the rehte ho
Teri zuban kuch zyada nahi chal rahi hai aapni aukaat mat bhul
Meri aukaat ke bare main baat kar the ho phle khud ko dekho dusri ladkiyo ke sath main ne bhot photo's dekhi hai
Ab karan ko aur bhi zada gusa aa jata hai to wo ruhi ko Dakha de deta hai
Sali kutti tu hoti kon hai mujhe batane wali
Tumhari biwi hu tumko sharam aani chahiye
Bhnchod mera dimag kharab mat kar becha chaiye na abhi deta hu tujhe
Now Karan starts hitting Ruhi with a stick.
Karan bhot zada marr tha hai ruhi ko par jabhi karan ka Baap aa gaya
Karan bas kar bichari ko kitni bure tarike se marra hai
Aaj bach gayi tu Aaj ke baad baat bhi ki na aisi Teri Jaan le lunga
Ruhi beta ye pagal hai tumko bhot zada dard hora hai main doctor ko bula tha hu
To wo ussi hospital main call laga the hai jhape aarti kam karti hai call bhi aarti hi pickup karti hai
Hello doctor aarti speaking
Doctor meri beti ki halat bhot kharab hai aap koi doctor bhej sakti ho ofcourse abhi bhej thi hu bas aap address batao
Sara sara sara !!!!
Yes aarti ji boliye
Oye abhi ek call aaya hai jo ye bol rahe hai unki beti ki halat thik nahi hai to yaar tu Chali ja na
Aarti abhi jati hu
2 ghante baad sara poch thi hai
Itne bure tarike se kon maarta hai inke hasband kaha hai
Ye sab mere bete ne hi Kiya hai aur ye koi nahi baat nahi hai wo roj marrta pita rehta hai
What aap usko rok the bhi nahi hai aisa hi Chal tha Raha na to ek din ye depressin main ja sakti hai aap usko roko aur zada se zada inki care karo main ne kuch medicine likh di hai inko ye de dena gaho baar jayega ok main Chal thi hu
Kya hua sara unki beti ko ?
Yaar uske husband ne usko marra tha ek stick se main ne unko bola uski ache se care kare
Ek minute kisi ka call aara hai
Hello kon ?
Aarti ji main
Kon mujhe nahi pata
Tanu aap mere Ghar aayi thi ab aapko yaad aaya
Ohh wo weter
Mujhe ji kuch problem hai usko thik karana hai
Kya hai bolo doctor kaha to kam hi ye hota hai kya problem hai
Ji dil ki problem hai
Matalab ?
Mera dil bhot joro se dhadak raha hai aap iska ilaaz kar do
Hahaha ok bolo kaha par aau aapki ye problem thik karne
Aap bas mere restaurant main aa jaiye
Aarti dekh thi hai tanu ne restaurant ko shajya hua tha
Tanu ye sab kya hai
Aayiye yaha behtie
Ab batao ye sab kisliye aur tumhare dil ki dhadkane ki wajah Kya hai
Aap aap ho wo wajah is dil ke Dhadkane ki
Kese main hi kyu ?
Kuch to rishta hai aapse Jo abhi thik se bana nhi hai par lagta hai ban rahah hai
I think you like me lagta hai tumko mujhse pyaar ho gaya hai
Shayad ho sakta hai mujhe lagta hai aapko bhi mujhse pyaar ho gaya hai
Acha tum ye kese kahe sakte ho ki mujhe bhi pyaar hai
Kyuki aap mere sath is restaurant main ho to aise to koi kisi ke bhulane se nahi aata par aap aayi aap bata Sakti ho kyu kyuki aap mujhe pe bharosa karti ho
Main to ye soch rahi hu ye majnu weter kese ban gaya
Mujhe ek weter ki life nahi jeeni mujhe khud ka restaurant kolna hai mere aaba bhi khush hoge bolege mere bete ne khud ka restaurant kola hai
Tanu main soch rahi hu tumhari kuch help karne ki
Aap chaho to kar sakti ho mujhe koi problem nahi hai aur wese bhi ab to hum friend ban gaye hai to hum ek dusre ki help kar sakte hai main aapki aap meri
lagta to nahi hai sirf friendship karni hai kuch kyuki abhi tum jis type ki baat kar rahe the usko sunke to kuch aur hi feel hora hai cmon tell me
Wo kya hai ki mujhe aapse mohobbat hai bhot zada shabdo main to samajha nhi sakta par dheere dheere aap samaj jaogi
Oh shit aaj to ek opretion hai mujhe janna hoga kal milte hai bye
Ok bye






Write a comment ...