
Thanks beta kash meri bhi Varsha jaisi beti hoti Mera to beta hai jo pata nahi kaha gayab hai
Varsha, uncle kaisa beta hai aapka jo apni hi maa ki tervi se gayab hai
Ayaan,acha beta tum isko udhar rakh do
Varsha, ji uncle
Varsha yeh pot rakh hi rahi thi tabhi usko Anurag dikhta hai jo aapne ke friend se baat kar raha tha
Anurag,abe sale tu jab kaha chala gaya tha jo ab aaya hai
Varsha, oo hello
Anurag, kon hai be
Yeh bol kar jab Anurag dekhta hai piche
Anurag, wese aap kon
Varsha, ashok ki bhn
Anurag acha uss Ashok ki bhn ho thoda thoda dekh kar hi pata chal raha hai
. . . .
Varsha, pata nahi Aaj kon pagal mil gaya yeh
Yeh bol kar Varsha chali jati hai aur Anurag bolta hai
Waah kya ladki hai
Ab Anurag, Tanishq Ashok aur dono ke dad Anurag ki maa ki body ko le jate hai
Tanishq Anurag se puchta hai
Bhai tujhe bhot bura lagta hoga na ki bachpan se lekar maa ke sath zada nahi rahe paya ab chhod ke chali gayi
Anurag,nahi bura nahi lagta kyuki wo bolti thi beta jate to sab hi hai agar main chali jau na to zada roo na nahi roo ne se zada dard hota hai
Tanishq, achi baat hai bhot achi baat sikayi hai unno ne
Ab Anurag apni maa ki chita ko aag laga deta hai
Phir sab apne apne ghar chale jate hai
To be continue





Write a comment ...