01

Rahul and Alia meet for the first time

Ye kahani hai rahul aur alia ki

Rahul ek bhot acha ladka hai jo bhot respect karta hai logo ki par ladkiyon ki jada jo love main bhot bharosa karta hai par ye rahul ki zindagi itne bhi achi nhi hai jo ki bhot jada garib ghar main rata tha 2 wakt ka khana bhi nahi milta tha kabhi kabhi

Aur alia wast Bagal main kolkata mein rati thi alia ki zindagi bhi itne achi nhi thi uska mummy papa hi pyaar nahi karte par wo bot khubsurat thi ek din rahul aur alia phle bar mila tha dono ek dusre ko bot pasand karne lage to ek dusre ki zindagi ke bara main bhi baat karta tha ki kon humha pasand karta hai aur kon nhi Karte rahul bot jada pyaar karna laga tha aur alia bhi karti thi par alia na rahul ko bataya ki main raha ek sapna hai ek baar Korea jana hai to rahul kata hai tumhara ye sapna Sach hoga jarur hoga aur ek din

Ab chapter 2 mein pata chala gha kya hua aga

Write a comment ...

Write a comment ...

YashKumar

Hi l am Yash main re phle story ahna jari hai jiska naam hai hum srif tumhare hain ashi aur bhi story lata rya gha thank you