02

Alia korea continues

Jab alia ka korea Jana ka sapna Sach hogaya to usna rahul ko bataya to rahul bot zada khush hua alia na picha tum sachi main khush ho na ha par to alia na bola par kya rahul bola pata nahi yaar ajib sa lagra hai par tum mujhe chodo tum to khush ho na to alia na bola ha main khush par please agar main Chali Jau to khush rana par

main tumse baat jab bhi Karu ghi to rahul bola thanks apna acha se kayal rakhna ok alila na bola ok phir alia chali gayi alia ke jana ke baad rahul ko bilkul bhi acha nahi lagra tha to rahul ke friend bolta hai bhai sara aashiq bichad ne ke baad daru pitye hai to bhi uta Le to wo log usha pila na ke liye force karta hai lakin wo bhotal tod deta hai aur bolta hai har Aashiq nhi

peta to wo log keta hai asa pyaar konkrta hai ki dard bhi hora hai phir daru bhi nahi peta to rahul ab manate kar na tanlita hai to wo Korea chala jata hai par usha ek baat pata chal ti hai ki alia kisi Korean ladke se pyaar kar

thi hai to rahul na us ladke ke

sath dosti kar li ab rahul soch rha hai mera to ab koi hak nhi hai to alia aur us ladke ko mila deta hu kyuki rahul kabhi bhi jabardast nhi Karta wo bot zyada acha hai to ab rahul aur alia ke do friend ki shaadi hoti hai jiska naam hai Anushka aur aryan to wo shadi mein jata hai

To Aryan rahul se puch tha hai bhai alia ab tujhse pyaar nahi karti to rahul bola chod na yaar

Aryan bola bolna yaar ab main kya hi kar sakta hu ab usha pyaar hogya to uski kya galti hai

Shadi mubarak ho Anushka ka acha se kayal rakhna ok aryan bola hamasa raku gha marr tha dam tak tu bhi apna khyal rakh

To phir rahul chala jata hai aur rahul ke sath alia aur wo ladka bhi jab wo ladka Rahul se puch tha hai tum dono friend hona to alia bolti hai ha rahul aur main only friend hai hana rahul to rahul bolta hai ha to wo ladka bolta hai acha to thik hai chalo ghar pe to rahul us ladke ko aur alia ko apna apna ghar chod deta hai phir wo apna ghar chla jata hai ghar puch tha hi uske dad ke call ajata hai to dad Puch tha hai rahul kasa hai beta thik to hai na rahul bola ha papa bilkul thik hu to dad na bola sach mein thik hai na rahul bola ha sach mein dad na bol khana kaya rahul bola ha papa acha se kaya hai to rahul phone kat kar deta hai lakin Rahul na pahle bar apna dad se jut bola na hi wo thik tha na hi usna khana kaya usko bas alia ke bara main kayal arya tha wo ro bhi raha tha

Phir usna kasa na kasa kar ke raat bita di shuba usna jo dekha wo dekh na layak tha

Aga ki kahani chapter 3

Agar aap ko story ab tak achi lagri hai to follow kar lana

Write a comment ...

Write a comment ...

YashKumar

Hi l am Yash main re phle story ahna jari hai jiska naam hai hum srif tumhare hain ashi aur bhi story lata rya gha thank you