05

Chapter 5

Ab rahul ko lagna laga alia ke dil main kuch to feelings hai abhi bhi mere liye ye soch kar aaj bot dinao baad acha se Soya

Agle Subha Rahul bot zada hi khush rata hai uske abhi friend puch the hai bhai tujhe aaj kya hua bot zyada hi aasra hai abhi do tin din pahle to udas sa rata tha ab kya hua

To rahul bola yaar kya batau bot zyada khush hu to uske friend na Puch ab bata bhi to rahul unko wo lokit dekh tha hai jis pe a bana hua tha to uske friend bole acha to is liye itna khush hai bhabhi na diya na to rahul aba tumhare bhabhi nhi hai saalo

Usko pata chala na bot maara ghi to uske friend na bola chal to chod tu bata de kya chal raha hai tere dil mein to rahul bola matlab

To uske friend na bola oh bhondu Puch to asa raha hai jasa tujhe kuch pata hi nahi hai to bot pyaar karta hai na alia se hai na to rahul bola yaar tum to picha hi pad gaye asa kuch nahi hai to jabhi alia ka call ata hai

To uske friend bolte hai bol de alia i love you to rahul bola abe pagal ho kya main na bola na wo mujhe pasand nahi karti to uske friend bolte hai call to pick up karla to rahul call pick up karla tha hai

alia bolti hai yaar Rahul mujhe yaar apna liya dress lani hai to rahul bola to kya alia to alia na bola to tum mere kuch madat kar sakte ho to rahul bola

tumhare liye kuch bhi batao kya kar na hai alia na bola main tumha pickup karna are hu to coffee shop pe hi ruko to rahul bola tumha kasa pata ki main coffee shop mein hu to alia na bola mujhe sab pata hai

To 20mit baad alia poch jati hai wo Rahul ko leke ek bot badi Shop mein jati hai to rahul bola oh my god is shop se ata ye kobsurat dress to alia na bola bas karle tareef ab chalo to

rahul bola alia tareef ye bhi kya Sach hai kuch bhi nahi to alia na bola bas karle srk ke acting ab dress choose karlu to rahul bola ok aap chaho to pura store hi chose karlo alia na bola dekho kasi lagri hai to rahul bola tek hai par todi si choti hai to alia na bola to kya har time saree pinke gumu to rahul bola yaar alia tumha gusa jaldi ajata hai alia ek icecream lau kya dimag tanda karna ke liye to alia na bola yaar bas bhi karo

To rahul bola tum chose karlo tum jo bhi chose karo ghi acha hi hoga to choose karna main aada ganta lagya alia ko par in aada ganta main Rahul sirf alia ko hi dekh tha Raha to alia na usko dekh liya dekh the hua to rahul ase acting karna la usne to dekh hi nahi

To alia ek bot achi dress choose karti hai to alia na rahul se pucha tum itne dar se mujhe hi dekh jare ho to rahul bola yaar kya karu nazar hi nhi atre hai

To alia na bola rahul ab chalo to rahul alia se bola alia usko kya hua to alia na bola kis ko to rahul bola wo ladka to alia na bola wo aaj toda sa busy hai to rahul bola acha to alia na bola hm rahul bola alia tumha pata log pyaar ko itna khubsoorat kyu keta hai kyuki jab insaan pyaar karta hai to wo phle se zada aasta hai pahle se zada khush rata hai

alia na bola rahul main janti hu tumha pyaar karna bhi ata hai aur karwana bhi to rahul bola seka to tumse hi hai to alia na bola Rahul tum mere itne fikar kyu karta ho jisa uske mummy papa pyaar nahi karta to tum uske itne fikar kyu karta ho

To rahul bola alia tum janti ho mujhe na ladkiyo ki bot fikar hoti hai kyuki ladkiya bot kuch Shati hai to unke fikar Karla wala bhi hona chahiye to yes main tumhare bot fikar karta hu

To alia sad ho jati hai to rahul bola are kya hua ro Kyu rahi ho yaar tum roti ho na mujhe bot dard hota hai please sad mat ho na to alia na bola Rahul Kash tumhre jisa aur bhi log hote to ladkiyo ko darr na nhi padhta kyuki is tarike se tum respect karta ho ussa ladkiya safe feel karte hai rahul Na bola thanks

To aga ki kahani chapter 6 mein

ladkiyo ki humasa respect karne chahiye sayad aap samjh paye thanks

Write a comment ...

Write a comment ...

YashKumar

Hi l am Yash main re phle story ahna jari hai jiska naam hai hum srif tumhare hain ashi aur bhi story lata rya gha thank you