Alia aur Rahul jab apna ghar jayi rahe the tabhi us ladke ka call ata hai to rahul Puch tha hai kisa call hai to Alia na bola uske hi hai to rahul na bola pick up to us ladke na bola alia yaar mera kam khatam hogaya to alia na bola ye to achi baat hai
To rahul na bola alia wo main apna ghar khud chala juga tum jau uske pas to alia na bola ok to rahul apna ghar jayi raha tha to Achanak barish aa gayi to rahul na bola aree yaar barish ko bhi abhi aana tha to ek ladki Rahul ko Umbrella deti hai to rahul bola are nhi aap jo par us ladki na bola koi baat nahi lalo wasa bhi mere paas do hai to rahul bola thanks sis to us ladki na bola welcome bro
To rahul todi se aga jeka dekh tha hai Kuch log do ladka aur ladki ko marr rahe hai aur unko bot bura bura bol rahe hai wo thodi aur aga gaya to wo log bol rahe the ki saalo pahle to 50 lake rupa kagye ab bol rahe ho 1 mahine baad dade ghe to ek kam kar ye tere bandi hama 1 mahine ke liye dade jab rupaye ho jaye to la jana
To wo ladka bolta hai nhi asa nahi kar sakta to wo log bolte hai Tera papa bhi kara gha madar chod to wo ladka bolta hai nhi bhai please use jana do sab main na kya hai to wo log bolte hai naam kya tum dono ka
Kya naam hai saalo bolo to ladka bol tha hai Chul to wo log bolte hai aye ladki tera kya naam hai bol na kya naam hai sale kuttiye bata kya naam hai to wo ladki darr the hua aur gabra the hua bolte hai Seo-yeon to wo log bolte hai dekho shukar mano ki
Vikrant bhai nhi aaye warna ab tak to tumhare tukde karke korea ke samandar mein fek dete to beta chup chap paisa lota de is ladki ko hidar la re to chul bola please nhi usko mat marro to wo log seo-yeon ki ek ek karke figar kat the hai ye sab dekh kar Rahul darr gaya to wo wasa chala jata hai
ab rahul ye soch hi Raha tha ki yaar log kise bhi aad tak jasakte hai jabhi alia ajati hai to wo Rahul se puch thi hai kya hua Rahul to rahul bola alia yaar Aaj kuch log ek ladka aur ladki ko marr rahe the mujhse bardas nhi hota tha to alia na bola rahul Chalo us ladke na bola ya hai tumha rahul bola ok chalo to
To wo dono jata hai uske ghar to usna dinner pe bula ya tha to wo tino se puch tha ki pyaar kasa hota hai jis pe wo ladka kata hai mujhe pahle pyaar pe jada barosa nahi tha par jab se alia se mila hu bot zada biswas kar na laga hu to rahul bola pyaar dosti hai agar main uske sabse acha friend nhi bana to main pyaar kare nhi sekta
Jis pe wo ladka bolta vaah bro to wo dono alia se puch tha hai tumha kya lagta hai to alia na bola main pyaar mein 50% manti hu kyuki pyaar pe itna barosa bhi nahi karna chahiye to wo dono bolte hai ye baat to sahi boli alia tum na to alia na bola tum dono ek jase ho
Dono bot fikar karta ho meri to dono bolte hai ha alia bot fikar karte hai alia na bola thanks guys to un dono na bola welcome to rahul bolta hai yaar korea main bhi gangster hote hai to alia na bola Rahul tum phir se Ashi baat karna laga to Rahul bola nahi yaar pahle to anime aur k darma main hi dekha tha
To wo ladka bolta hai bro chod to rahul bola ok bhai to alia na bola Rahul aur Chan-woo main tum dono se ek baat bolna chahti hu to rahul aur Chan-woo bolte hai alia bolo to alia na bola tum dono ek dusre ke bot acha friend ho to wo dono bolte hai ha hai to alia na bola to kuch nahi to rahul na bola alia bata do na alia na bola chodo yaar
To Chan-woo na bola ok alia to jabhi alia ke di ka call ata hai to wo apni di se baat karna ke liye ek room mein ghi to rahul aur Chan-woo alia ke bara main baat karna laga ki kya usha pasnd aur huma kyu pasand hai wo to Chan-woo bola ki Rahu alia ka gusa mujhe bot pasand hai kyuki wo guse mein bot cute lagti hai to rahul bola aur ek baat aur pata hogi ki alia kabhi bhi jaldi se ksi ko maaf nahi karte
Chan-woo bola ha yaar ye to hai par alia bot achi ladki hai 1000 ro ladkiyon se kuch alag hi hai alia to rahul bola ha yaar Kash mujhe bhi koi alia jase mil jaye Chan-woo bola jarur mila ghi rahul bola Chan-woo tu aur main bot milta julte hai Chan-woo bola ha yaar ye dono baat kare hi rahe tha jabhi alia aaja thi hai kya baat kar rahe ho Tum dono apni apani zindagi ke bara main alia na bola ohhh to Chan-woo bola tum dono aaj I stay at home to rahul aur alia bolte hai ok
To wo dono Ruk jata hai rahul bas pure raat alia ke bara main hi soch Raha tha rahul bota hai mahadev kash alia meri hoti kash ab sab aap ke haath mein chod raha hu
Aur alia ye soch rahe thi rahul main re bina kash jeena sekla please mahadev to ye bol ke alia sojate hai par hidar rahul to usko hi soch ke muskura raha tha aur wo bhi so jata hai
Aga chapter 7 main story bot pyaari chal rahe hai par kab tak
Chapter 7 bhi bot jaldi aye gha





Write a comment ...