07

Chapter 7

Subha hota hi dono apna apna ghar chala jata hai rahul raste main dekh tha hai ki chul aur seo-yeon ko dekh tha hai jo log apne zindagi bachane ke liye logo se bhik maag rahe tha ye dekh kar Rahul ko bura lagta hai par rahul chala jata hai

To rahul Khana kake alia ke pas jata hai to usa pata chal tha hai alia ghar pe nhi hai to rahul Chan-woo ke ghar pe jata hai

To usko yaad ata hai are aj ka to school hai to rahul jaldi jaldi school jata hai to pata chal tha hai rahul Hamsa ki tara aaj bhi late hogaya

To alia se lunch mein time milta hai baat karna ka to alia na bola Rahul tum aaj Kyu late hue to rahul na bola ye konse nhi bat hai par alia na Puch kuch wajah bhi hogi

To rahul bola main ye hi bol gaya tha ki aaj school bhi Jana tha is wajah se to alia na bola kal se main khud lana aaunge ok rahul na bola ok to jabhi Chan-woo bolta hai rahul alia class phir se start hogi hai jaldi aao

To ab rahul ki khushi aur bhi baad gayi to uske wo friend bolte hai alia rahul bola raha hai jabhi rahul bolta hai are oh pagalon chup raho agar usne sun liya na to hum sab ko acha se sunaye ghi to jab school khatam hota hai

To wo log dekh tha hai phir se barish hogye unko phle se hi pata tha ki aaj barish jarur hogi par rahul bolta hai main umbrella hi nahi laya Chan-woo rahul ko apna umbrella deta hai to rahul bola are mere bhai tujhe bhi to jarur ret hai Chan-woo bolta hai are alia se puch tha hu ki hum dono ek umbrella use kar sakte hai

To rahul bola Puch le to alia bolti hai kya to rahul bolta hai kuch nahi kabhi chan-woo alia se puch tha hai kya hum ek hi umbrella use kar sakte hai to alia na bola thik hai

To rahul bolta hai bhai main aaj raat ko umbrella lota dunga to chan-woo bolta hai are bhai tera jab man kare tab lota dena

Chan-woo bola bhai aaj raat ko main re ghar pe party hai to jarur aana to rahul bola jarur yaar to raat ko alia apni Kuch friend se ye Puch thi hai yaar main kya panu

Ek minute saree ha Saree panti hu Chan-woo ko bhi acha laga gha aur rahul ko bhi to alia saree panti hai

To rahul bhi mast sut wut main ata hai jisse dekh kar chan-woo bolta hai bhai kya look hai to rahul bola thanks bro Chan-woo bola yaar alia nhi aaye to rahul bola jarur aaye ghi

To jabhi alia ati hai aila ko dekh kar chan-woo to to unconscious hi hogya aur rahul bas ek hi jaga pe tam gaya to alia na Puch are kya hua tum dono ko alia na rahul se bola rahul rahul to rahul bola ha alia

Kaise lagri hu to rahul bola kya bolu tareef bhi kya Karu ye tareef se tumhre khubsurti ko baya nhi kar sakta hu to alia ye sunke Hasna lagi Rahul to bas uski hashi ko hi dekh kar bot zada hi khush ho jata hai to alia na hasna band kya to rahul na bola alia kabhi bhi is hashi ko apna aap se judaa mat karna

To khud alia ko hi sharam aagi ye sab sunke to rahul bhi unconscious hona wala hi tha tabhi Chan-woo na usko ute ke sambala Chan-woo bola rahul bro ye pari kasa agye

To rahul bola bhai main kya bolu agar main uske pas gaya puch na to diyan nhi ata paunga to jabhi rahul ek song ke jariye bata ya alia ki khubsurti ko ye song alia ke liye

To alia Tumko paya hai toh jaise khoya hoon

Kehna chahoon bhi toh tumse, kya kahoon?

Tumko paya hai toh jaise khoya hoon

Kehna chahoon bhi toh tumse, kya kahoon?

Kisi zabaan mein bhee vo lafz hee nahin

Ki jinamein tum ho kya, tumhein bataa sakun

Main agar kahoon tum sa haseen

Kaenaat mein nahin hai kaheen"

Taarif ye bhi toh sach hai kuch bhi nahi

Tumko paya hai toh jaise khoya hoon

Shokiyon mein dubi ye adayen chehare se jhalki huee hain

Zulf kee ghani-ghani ghataen shaan se dhalki huee hain

Lehraata aanchal hai jaise, baadal

Banhon mein bhari hai jaise chaandanee, rup kee chaandanee

Main agar kahoon ye dilkashi

Hai nahin kahin naa hogi kabhi

Taarif ye bhi toh sach hai kuch bhi nahi

Tumko paya hai toh jaise khoya

To alia na bola Tum huye meherbaan, toh hai ye daastan

O, tum hue meherbaan to hai ye daastaan

Ab tumhara-mera ek hai kaarwan

Tum jahaan, main wahaan

Rahul bol Main agar kahoon hamasafar meri

Apsara ho tum yaa koi pari

Taarif ye bhi toh sach hai kuch bhi nahi

Tumko paya hai toh jaise khoya hoon

Kehna chahoon bhi toh tumse, kya kahoon?

Kisi zabaan mein bhee vo lafz hee nahin

Ki jinamein tum ho kya, tumhein bataa sakun

Main agar kahoon tum sa haseen

Kaenaat mein nahin hai kaheen"

Taarif ye bhi toh sach hai kuch bhi nahi

To ye party khatam hona ke baad Chan-woo khud hi dono ko ghar chod ke ata hai to alia na rahul se bola rahul tum bol bhi sakte the par tumne song gaka bataya

To rahul bola alia tumha acha nhi laga to alia na bola nhi yaar ashi baat nahi hai wo log baat karte karte chal hi rahe the to aga kya hora tha ye dekh na wala scene tha

Kya hora hai ye jana ke liye chapter 8 ka wait karo

Write a comment ...

Write a comment ...

YashKumar

Hi l am Yash main re phle story ahna jari hai jiska naam hai hum srif tumhare hain ashi aur bhi story lata rya gha thank you