08

Chapter 8

To wo tino dekh the hai ki wo ladka chul kisi ki laash ke pas batke rora tha to wo tino thodi pas jata hai to dekh kar toda sa darr jate hai wo dekh the hai seo-yeon ki laash thi jiska Head alag tha aur haath bhi to jabhi wo ladka bolta hai sab ko marr dega sab ko kisi ko nahi chode ga

To ye sab sunke Chan-woo bola bhai kon marr dega to wo ladka bolta hai jo bhi usko pareshan kara gha uske kuch pagal log aye aur main re seo-yeon ko bot barami se marr ke gaye ek din mujhe bhi marr dega

Ye bolkar seo-yeon ki laash ko lajata hai to jab wo gaya to alia na bola yaar ye sab kya hora hai rahul na bola yaar kon hai ye log jo ye itni buri tareke se marr the hai to wo log chale jate hai aur jabhi Chan-woo alia se bolta hai angle month tumhra birthday hai to

Kya Chaya tumha is baar to alia na bola tum jo bhi doge acha hi hoga to jabhi rahul bola alia se ki alia main bhi apna gift ko suprise raku gha alia na bola dono hi bhot acha gift doge main janti hu

To aagli subha hoti hai aaj rahul ko khud alia school ke liye lane ati hai to alia bolti hai chalo aaj to tum school jaldi puch jao ghe

Jabhi Chan-woo ata hai aur bolta hai rahul bro aaj itni jaldi kasa aagaya to rahul bola Aaj alia na yaad dila diya to aaj itni jaldi aagaya to alia na bola ab tum dono baat hi karta rahoge school bhi chalo gye to rahul bola chalo

Jab wo log school puch the hai to jab first class start ho thi hai to class ke techar bolte hai ki aaj Korea mein 15 logo ki laash mili hai police ko ab aap log ye Kuch rahe ho gaye ki ye sab humko kyu bata rahe ho wo isliye kyuki jinki laash jada kar school students ki thi to aap ke sath asa na ho to apna khyal rakho

To lunch mein kuch log bolte hai yaar ye sab ho kya raha hai to rahul aur Chan-woo yaar alia to rahul bola alia kya Chan-woo bola alia saree main kitni Sundar lagti hai to rahul bola ha saree main bot sundar lagti hai to ye sab alia chupke sun Rahi thi

To Rahul aur Chan-woo computer lab main chale jate hai to ye sab sunke alia khush ho gyi to alia na bola in dono ko acha lagta hai mujhe saree main dekh na to alia ki friend bolti hai yaar humko to ek nhi mila tere to do hai to alia na bola aree pagal ye friend hai mere

Wo to pata chal raha hai ki kon friend aur kon wo to alia na bola wo kya to friend na bola aree tujhe sab pata hai wo kon to alia jabhi wasa chali gayi to rahul aur Chan-woo ek dusre se bolte hai ki alia ka birthday karib aara hai to kya de alia ko

To rahul bolta hai ek minute alia ko ek cheez bot pasand hai to Chan-woo bola kya hai to rahul bola tujhe sab pata hai kya pasand hai birthday wale raat ko pata chalega

To alia in dono se bolti hai tum dono lunch mein kya baat kare tha to rahul bola konsi baat alia na bola aree pagalon mein na sab sun liya tha to Chan-woo bola kya sun liya tha to alia na bola wohi ki main saree main bot sundar lagti hu to rahul bola yaar tumna sab kasa sun liya

Ab aage ki story chapter 9 main

Write a comment ...

Write a comment ...

YashKumar

Hi l am Yash main re phle story ahna jari hai jiska naam hai hum srif tumhare hain ashi aur bhi story lata rya gha thank you