09

Today is alia birthday

To alia ke birthday ko aane mein 2 days hai to rahul aur Chan-woo gift dhundna suru karte hai to rahul phle such tha hai ki main usko kya dunga to bot kuch soch tha hai tedy Saree aur bhi bot kuch aur Chan-woo bhi dund raha tha kya dunga

Aur alia apna house ko decorating Karti hai aur Sath mein uski friend bhi to wo log bolte hai ki alia kya lagta hai kya mila gha gift main Rahu aur Chan-woo se to alia na bola kuch acha hi hoga

To pure 12 ghante manate karke mil hi Gaya rahul aur Chan-woo ko to rahul Chan-woo ko call karke bata tha hai ki mujhe mil gaya alia ka gift to Chan-woo bola bhai main na bhi dund liya to rahul acha

to alia dono se call karke puch thi hai kya gift laye ho tum jispe dono hi bolte hai ki alia tum khud dekh lena to alia na bola ok to ye soch ke rahul raat ko 2 ghanta nahi sota ki alia ko pasand to ayega aur Chan-woo bhi ye soch tha Kash alia ko mera gift pasand aaje

To wo din aajata hai to alia ek bot sundar si saree panti hai jise dekh kar uski friend bolti hai alia your looking so beautiful to alia na thanks yaar to sabhi classmate bolte hai alia bot sundar lagri ho to rahul aur Chan-woo aate hai jo alia ko dekh kar apni nazar niche juka late hai to alia na bola tum dono na apni nazar niche kyu juka raki hai

To rahul na bola yaar tum itni sunder lagri ho ki dekh kar dil ko bhi sharm Aari hai to alia Hasna lagi jis pe Chan-woo bola hum dono tumko apna apna gift dena chate hai to alia na bola to do to dono apna gift dete hai to dono ka gift same tha dono hi gulab ka guldasta laye the

To rahul aur Chan-woo bolte hai are same gift to alia na bola aree acha hai bot acha hai thanks yaar to rahul aur Chan-woo na bola welcome to wo log alia ka birthday bot achi tara celebrate karte hai to Chan-woo alia se bolta hai mujhe tumse kuch baat karni hai to alia na bola kya baat karni hai

To Chan-woo bola alia tum ye to janti ho ki main tum se pyaar karta hu to alia na par tum achank se ashi baat kyu kare ho chan-woo bolta hai because I love you yaar to alia na bola Chan-woo mein bhi kaana chahti thi ki l love you too yaar to Chan-woo alia ke karib ata hai aur alia bolti hai Chan-woo mein tumse bot pyaar karti hu

To wo dono pali bar ek dusre ko kiss karte hai wo bhi bot lamba ye sab rahul chupke se dekh raha tha aur rahul ke sapne tut gaye wo bot zada rota hai ye bol kar hai mahadev ye tune kya kar diya alia mahadev meri thi meri thi meri thiiiii

To Chan-woo alia se keta hai kal tumko ek suprise dena hai to alia na bola kya hai wo to Chan-woo bola kal pata chal jayega

Aur idar rahul rote rote hi apna ghar jata hai jo ghar jake alia ki photos aur apna old message padh ke aur bhi rota hai aur rote rote sojata hai

Aagli subha wo school jata hai to dekh tha hai alia aur Chan-woo ko to wo dekh tha hai Chan-woo alia ko ek ring dera tha aur Saadi ke liye propose kar tha hai Chan-woo bola alia wel you marry me alia bolo shaadi karo ghi mujhse to alia na bola ha karu ghi

To ye sab sunke Rahul ko gussa ata hai to wo ek nukili cheej pe apna haath bot jor jor se marr na laga aur wo itni jor se marr tha hai ki uske haath se Blood bajata hai to jabhi alia aati hai rahul ye kya hua tumha to rahul na bola Kuch bas thoda sa blood hai

Tum chodo yaar to alia na bola asa kasa chod du chalo dekho aree yaar bot blood bara hai alia na bola Chan-woo jake kuch lake aao alia na jaldi jaldi se ek kapda banda aur alia na bola ab asa kuch mat karna ok

Jispe rahul bola itni fikar kyu yaar to alia na bola tum mere friend ho isliye to rahul na acha bas friend to alia na bola ha to rahul bola pahle nhi tha pahle to Kuch aur hi tha chalo main Chal tha hu alia na bola Rahul apna haath sambhal kar rakh na ok

Rahul bola ok to rahul jata jata apne aap se bolta hai sayad tum ko bata sakta ki kitna zyada pyaar karta hu tumse sayad i love you alia

To raat ko rahul alia ke ghar pe jata hai alia na bola Rahul ab tumhra haath kasa hai to rahul na bola mach better alia na bola good to rahul na bola Saadi kari ho chan-woo se to alia na bola ha tum khush hona to rahul na bola hm ha pakka rahul na bola ha pakka to rahul bolta hai alia main 2 days ke liye lindia jara hu alia na bola par kyu Rahul na bola ashi mummy papa se milna hai isliye

To alia na bola ok kayal rakna apna rahul na bola tum bhi apna khyal rakhna to rahul chala jata hai to rahul pahle apne ghar pe jata hai rahul ko dekh kar uske mummy papa bot khush hogye bot Saal baad dekh beta tujhe ko to rahul bola main na bhi bot miss kya aap ko

Aur alia ko rahul ki yaad aree thi to Chan-woo bola aree rori ho alia rahul 2 din mein ajaye gha alia na bola par yaar pahle jasa maja nahi aara to Chan-woo bola ha yaar ye to hai jab wo hota hai to bot maja ata hai par ab to tum khush ho jao chalo muskura ke dekhio please yaar

alia to alia na bola kya hai Chan-woo bola are alia ko to gussa agaya to alia shant ek hug du kya to alia khud hi hug kar lati hai Chan-woo ko

Ab aaga chapter 10 mein dekh the hai kya hoga in tino ke sath

Write a comment ...

Write a comment ...

YashKumar

Hi l am Yash main re phle story ahna jari hai jiska naam hai hum srif tumhare hain ashi aur bhi story lata rya gha thank you