10

Alia and Chan-woo wedding

to ab rahul 2 din baad wapas Korea ata hai jo todha sah darr rata to wo dekh tha hai airport pe Chan-woo rahul ko pick up karna aaya tha jo rahul ko dekh kar phle to gale lagta hai aur pucha tha ki Rahul yaar 2 din bot miss kya tujhko to rahul na bola main na bhi bot yaad kya hai

to Chan-woo bola chal alia wait kari hai to jab wo dono ghar pe poche to rahul ko dekh kar alia na bola Rahul bot yaad kya yaar tumko to rahul na bola yaar itna yaad kya tumne par kyu to alia sad hogyi aur rote hue bola yaar bot jada yaad kya tumko to rahul na bola alia please rao maat warna main bhi ro dunga please don't sad

To alia na bola thik hai nhi roti par ab maat jana ok rahul na bola thik hai to alia na bola promise to rahul na bola ek baar kolkata jana doogi to alia na bola par kab jaoge to rahul bola abhi to nahi alia par promise phir kabhi Korea se nahi juga ye mera Wada hai

Akri sas bhi Korea mein hi launga jab marr ru gah tumko hi dekh na chuga to alia na bola asa mat bolo rahul kuch nahi hoga tumko to rahul na bola par alia agar mujhe phir bhi kuch ho jaye to tum mujhe apna chehra akri bar dekho ghi to alia na bola promise

To rahul bolta hai alia main 2 ghante mein ata hu ok alia na bola ok to Chan-woo bolta hai alia tum rahul ke pas jao aur usse ache se baat karo to alia na bola par Chan-woo to Chan-woo bola alia jao tum usko bata sakte ho ki hum dono Saadi karna wale hai to alia na bola kya wo sun paye gha to chan-woo na bola tum bolo ghi to jarur mane gha ab jao

To alia rahul ke ghar pe ati hai to rahul bolta hai alia tum to alia na bola Rahul tum kya ek baar mere sath ghumne chalo ghe to rahul bola kya to alia na ka yes yha no to rahul na bola yes par kyu to alia na bola tum Chalo to

To alia apni car mein lake jati hai aur rahul alia sa bolta hai ki alia tum asa achnak se mujhe ghumna laye par kyu to alia na bola do u still love me batao to rahul na bola chodo na alia kya fark padta hai to alia bolti hai tumko meri kasam to rahul bolta hai alia kyu jana chati ho tum batao warna main marr jau ghi kyunki Kasam Di hai

To rahul bolta hai ha bot pyaar karta hu jito karta hai tumko agar na paska to apni jaan dedunga bot dard hua tumko dono ko kiss karte hue dekha to tumko pata hai ki lndia main bhi jaan lana ki kosis ki par nhi ho sakta hai jabhi sikret yha sarab pina ki kosis karta hu to tumhari awaaz ati hai ki rahul tum jiyo ghe alia kyu nahi samjha re ho tum mere pagal pan ko yaar nhi ji sekta hu main tumhare bina

alia main pagal hu ha bot pagal hu tumhare phle na koi thi na tumhare baad koi hogi main pagal ho chuka hu ab to tum hi ho jina ka sara bhi marr na ki wajah bhi alia main tumse bot pyaar karta hu to tum pyaar na karo to par mere sath bitya pal ko yaad rakhna kyuki main to tumse hi to Jeera hu to alia na bola Rahul I am sorry kash main tumhare zindagi mein nhi ati to aaj tum ase nhi hote

To rahul na bola alia aaj tumhari wajah se hi to korea ki zameen par khada hu to alia mujhe yha tak pocha ne ke liye thanks par dard is baat ka hai ki main tumko nahi pasaka Kash pasakta alia tum ho to dil dhadketa hai tum ho to shase ati hai alia i love you to alia na bola Rahul meri kal Chan-woo ke sath Saadi hai please tum aajana to rahul na bola jarur aaoga Saadi mubarak ho

Bye alia apna kayal rakna sayad main ye akri bar bolra hu kal tum kisi aur ki ho jao ghi bye good night to rahul ke jane ke baad alia rona lagti hai aur alia bolti hai hai mahadev please aap rahul ko kuch mat hone dana

To aaga jake rahul bhi bot zada hi rone lagta hai alia ho sake to aagle janam mein meri ho jana mahadev ye main aap se ke raha hu aagle har janam mein alia sirf meri ho gi bas meri mahadev wo kati hai ki main kal uski shadi mein jau par usne ye nahi soch main kasa se paaunga par mahadev main phir bhi jau gah

To wo din bhi ajata hai jo sayad nhi aana tha to Alia ki friend bot zyada khush thi ki Aaj alia ki shaadi hai to wo alia se bolti hai alia hum na bola tha na ki in dono main se ek tum se pyaar karta hai aur wo Chan-woo hai

Aur Chan-woo ke friend bolte hai yaar alia pe lin marr na ki kosis to hum na bhi ki ti par usna tujhko cuna to Chan-woo bola par wo pahle rahul se pyaar karti thi to Chan-woo ke friend bole kyaaa Chan-woo bola ha yaar to Chan-woo ready ho ke aagaya aur rahul bhi aagaya tha

Rahul ko dekh kar chan-woo bolta hai mujhe pata tha tu jarur aaye gha to rahul bola kyu nahi ata yaar alia na bola tha to alia ati hai to alia ko dekh kar Rahul ko thoda sa ajib sa lagne laga to Rahul apna andar andar hi rone laga jab Chan-woo alia ko kiss karna wala tha rahul whasa chala jata hai

Par lakin wo jate jate alia ke muskura the chehre ko kar khush hua ye soch kar chalo alia to khush hai to rahul rote rote achank se wo unconscious hogaya aur jab usko hos aya to 2 years bit chuke the abhi ek doctor ate hai aur wo log rahul ko wohi lokit dete hai jis pe A bana hua tha ye dekh kar Rahul samjha gaya kon laya tha hospital main to rahul alia ko soch kar bot zada rota hai

To ab aaga ki kahani bot katarnak hone wali hai kyuki aage bot zada violence bhi hoga ab chapter 11 se chapter 20 tak agar aap ko yaha tak story pasand ayi to aage bhi jarur aye ghi thankyou all of you

Write a comment ...

Write a comment ...

YashKumar

Hi l am Yash main re phle story ahna jari hai jiska naam hai hum srif tumhare hain ashi aur bhi story lata rya gha thank you