11

Chapter 11

Wo doctor se puch tha hai ki doctor mujhe kya hua tha to doctor na bola heart problem to rahul na bola ye to mujhe phle se hi pata tha mujhe pata tha ki main alia ki kisi aur ke sath Saadi dekh hi nahi sakta hu par ab kya kar sakte Hain thanks doctor to doctor na bola good night rahul na bhi good night doctor

to rahul alia ki photo ko dekh kar usse baat karna lagta hai ki alia Yaar apna na ache se kayal rakhna aur uss Chan-woo ka bhi to rahul sune ki kosis karta hai par wo alia ko yaad karke phir se rone lagta hai to rahul ke sar par koi hath sela tha hai wo dekh tha wo alia thi alia rahul se bolti hai rahul ro Kyu rahe ho

To rahul bola tum pas nahi ho isliye to alia na bola ye bhi koi rone wali baat hai to rahul na bola mujhe pata hai ki nhi ho to alia na bola main hoon na tumhare sath aur hamasa Rahu ghi chalo ab so jau good night rahul to rahul sojata hai

to jabhi hospital main kuch log gus jate hai to watch man dekh kar bolte hai oyee kon hai to unme se ek ata hai aur un dono watch man ka shar hi kat deta hai aur un ke shar ko leke wo hospital ke andar gus jate hai ye sab dekh kar doctor bhi darr gaye to wo log ek doctor ko pakad the hai

Aur bolte hai Dekho ye doctor bot bada doctor hai na jisna 400 se zada patient ko bachaya hai na agar hum isko marr de to kya hoga to ek kam Karo jo kuch bhi hai sab dedo Chalo in se sab kuch lalo tab tak hum upar dekh the hai to do doctor bolte hai ye to wohi hai na Raghav rao aaj to pura hospital semsaan bana gha

to wo Rahul upar poch the hi wo kisi doctor ka hath kat the hai kisi ka paar aur wo log petient ko bhi nahi chod the wo unko bhi bot barami se marr the hai to wo log usse room mein ghuste hai jape rahul tha to rahul ke pas se ek alia ki photo gir jati hai jisko raghav utha leta hai to log bolte hai ye kon hai wa kya kobsurati hai to jabhi rahul utke raghav ko uthake fekta hai to ye dekh kar raghav ke log thoda sa darr jate hai

to rahul alia ki photo ko utha tha hai aur bolta hai alia tum ko haath lagaya to ab inke wo haath hi tode dete hai to rahul ek ek karke sab ko marr tha hai to rahul kisi ka haath kar tha hai kisi ka shir tak fod deta hai to piche se koi rahul ke shar pe kuch mar tha hai to jabhi rahul ko itna gusa ata hai wo shid mein ek fire extinguisher pada hua tha to rahul fire extinguisher utata hai aur un sab ko bot barami se marr na lagta hai

To itni buri tareke se marr tha hai kisi ka shar fat jata hai to kisi ka haath hi coucal deta hai aur jisne rahul ko piche se marra tha usko to rahul bot buri tareke se marr tha hai aur fire extinguisher se usko itni jor jor se marr tha hai ki marr marr ke shar hi cuchal deta hai to ye sab dekh kar raghav bolta hai sale madar chod ye kya kar raha hai tu

Ye sunke Rahul ko aur bhi zada gusa ata hai to wo raghav ko bot zada marr tha hai aur sidhiyo se gacid ke le jata hai niche to ye dekh kar sab ye dekh the ye kya kar diya to raghav bola sayad to sale mere bhai ko nahi janta rahul puch tha hai kon hai tera bhai to ye sunke doctor darr jate hai ye dekh kar Rahul bola are aap sab itna darr kyu rahe ho

To raghav bolta hai oo hero ye sab jante hai ki kon hai bas inki okat nhi hai naam lane ki to ek doctor ate hai 50 sal ke to sab doctor bolte hai sir mat batao to wo doctor bolta hai bol ne do mujhe is pe bharosa hai to wo batate hai ki jis ki beta ye baat kar raha hai wo sach mein koi normal insan nahi hai naam se sab darte hai rajendar rao

Ye sunke Raghav aasne lagta hai rajendar rao tujhe kutte ki mot marre gha to wo doctor bolte hai ki kuch sal pehle ek family thi wo jo beta tum jo bagla dekh rahe ho wape to wo us family ka past batate hai to ek ladka tha armaan to wo ek bot zada garib se tha to wo na to apna bachon ko padh para tha hai kyuki na to uske pas achi job thi na hi wo jada padh

Armaan ko ek Banda milta hai jo Armaan se puch tha hai are bhai itna udas kyu hai to armaan ne bola bhai tujhe kya matlab ja apna kam kar to wo Banda bolta hai wohi to kar raha hu tu ye bata itna udas kyu hai to armaan usko apne ghar ki problem bata tha hai jispe wo banda bolta hai main madat kar sakta hu drugs ke dande mein bot paisa hai

Ye sunke armaan bolta hai kya drugs to wo Banda Armaan ko bolta hai ha yaar bot paisa hai is main to wo ek drugs ki pidiya deta hai Armaan ko aur bolta hai chal mere sath tujhe yakin dilata hu to wo ek insaan ke pas jate hai aur usko ye pidiya de dete hai aur wo insaan 10,000 rupees deta hai to ye dekh kar armaan cok jata hai ki ek pidiya ke 10,000

To wo ye sab Armaan ko deta hai aur bolta hai agar Aur chaiye ho to bolna

To aage chaptar 12 mein

Write a comment ...

Write a comment ...

YashKumar

Hi l am Yash main re phle story ahna jari hai jiska naam hai hum srif tumhare hain ashi aur bhi story lata rya gha thank you