12

Rajendar rao introduction

To armaan un Paiso se apne ghar walo ko ache se khana kilata hai to uski wife Puch thi hai tumhare pas itne paise kase aye to rahul bola mujhe ek job mili hai to armaan apne baccho se puch tha hai ab khana roj ache se mile gha

to ab Armaan dheere dheere drugs bhi lene lagta hai aur usko drugs ki let lag jati hai aur sath sath wo apna khud ka ek bot bada house bana leta hai jo apni family ke sath khush tha par ek din

Usko Paiso ka lalach ho jata hai to wo 100cr ka drugs bacta hai to uska faida ye tha ki usko bachne ke 200cr mil rahe the to wo sab paise apne pas rakh leta hai to ye sab rajendar rao ko pata chal jata hai to wo khud uske ghar pe jata hai

To ghar mein ghuste hi rajendar rao na bola good morning to wo sabse pehle armaan ki choti di ko marr tha hai to armaan dekh the hi bolta hai ra ra ra rajendar rao to rajendar rao bolta hai ha main tune phle to maal bacha phir sara paisa apne pas rakh liya saja to mile ghi na jao rahe iski wife and kids aur bude maa papa ko bhi

To armaan bolta hai sir please unko mat marr rho unki koi galti nahi hai to rajendar rao bolta hai chup sale set your mouth raghav ja phle bacho ko marr to raghav phle to chhote bhai ko marr tha hai to wo ek Knife uthake sida Bache ke dil main utar deta hai ye dekh kar us bache ki di bot darr jati hai to raghav usko bhi marr tha hai aur uska shir fod deta hai

Ye sab Armaan ki wife se dekha nahi gaya to unko marr ne ki kosis karti hai to raghav ussi knife se uske kapdon ko faad deta hai to ye dekh kar rajendar rao asne lagta hai to jabhi raghav uska Gala kat deta hai to wo armaan ko marr ne wala hi hota hai to rajendar rao bolta hai oyeee isko main marunga tum iske maa papa ko Maro

To rajendar rao armaan ke phle haath kat tha hai aur phir uske tukde karke kutto ko dal deta hai aur uske ghar ko bhi aag laga deta hai to ye sab hua tha us ghar ke logo ke sath

To raghav hsne lagta hai to wo sab doctor kete hai isko jane do rahul bola phle sorry bol raghav bola kya to rahul ne bola say sorry to rahul jabhi uska Gala kat deta hai to ye dekh kar doctor ne bola ye kya kar diya

Rahul bola kya kar diya shar kat diya aur kya jeke bata do rajendar rao ko ki uska baap aa gaya hai to ye bolke Rahul chla jata hai

To ab aage bot kuch hoga voilence and action hoga so waiting for the next chapter thanks for your support

Write a comment ...

Write a comment ...

YashKumar

Hi l am Yash main re phle story ahna jari hai jiska naam hai hum srif tumhare hain ashi aur bhi story lata rya gha thank you