
To rajendar rao ke pas ek call ata hai uske ek aadmi ka to wo bolta hai bhai kisi ne raghav ko marr diya to rajendar rao ne bola what I you sure to usne bola ha bhai rajendar rao bola kon hai wo to usne bola pata nahi bhai par ek ko bhi nahi choda
To rajendar rao ne bola pata karo kon hai sala to rahul ashi gumrah tha jo alia ke message padra tha aur thoda sa rota bhi hai to rahul jab alia ke ghar pe jata hai to usko pata chal tha hai ki alia ab wape nhi rehti hai to rahul bolta hai alia ki di wo bolte hai dono hi Chali gayi to rahul bolta hai ok
To wo chala jata hai to rahul ko piche se kuch awaz ati hai to wo dekh tha kuch log ek ladki ko parisan kar rahe the to wo log is ladki ko ek drill machine se usko katne ki dhamki dete hai rahul bolta hai are bhai ye kya kare ho to wo log bolte hai kon hai tu chal
To rahul bolta hai bhai ladki hai ladkiyo ki respect kar ni chahiye to wo bolte hai chahiye kya tujhe to rahul bolta hai sorry bol to wo bolte hai kya kyu main sora tha to wo bolte hai to rahul bolta hai jis ladki se main pyaar karta hu uski photo niche giri jo raghav ne utali mein ne bola chal jo kuch bhi bola hai tumne uske liye sorry bol par sorry nhi bola to main ne usko marr diya
To tu bol say sorry to wo Rahul ko push karte hai aur bolte hai na sorry bole ghe na is ladki ko chode ghe chal nikal to rahul bhi drill machine uta leta hai to ek banda aahi raha tha to rahul bola
Oye ye drill machine hai agar gus gayi to tu bhagvan ko piyara ho jayega to wo fir bhi ata hai to rahul uske gale mein hi gusa deta hai to ye dekh kar wo darr jate hai to rahul bolta hai chal ab chup chap sorry bol to wo log bolte hai dekh the hai kon sorry bolte hai
To rahul ek aur drill machine uta leta hai to rahul marr na shuru kar tha hai kisi ki eyes main marr tha hai to kisi ke haath mein to wo ek ek kar ke sab ko marr deta hai to ab rahul us ladki se puch tha hai bhan tum kon ho aur in sab main kase fasi to wo bata thi hai ki mera naam Annaya hai main korea apna sapna pura kar ne ayi thi
Aur wo sapna tha Korea main achi job mile aur wo sapna pura bhi hua to sapna pura hone ke baad main ne ek ladke se Saadi ki jo Korean hi tha par usko sarab aur drugs ki lat thi to wo kab rajendar rao ke sath kam karne laga to Rahul bola Bhan tumne rok ne ki kosis nhi ki
To annanya ne bola bot Roka na par jab bhi rokne ki kosis ki to mujhe marr tha tha par ek din pata laga ki usko kisi ne marr diya to ye sab main ne Korean police ko bata diya wo turant rajendar rao ko dund ne lage
Par koi bhi police nhi pakd paye to inko pata chala main ne complete di hai to mere piche pad gaye par pata nahi bhaiya kase aap aagye to rahul ne bola wasa bhan tumko kyu marr na tumne to acha kam kya ye Boht ache lagre hai marre hue to annanya puch thi hai bhaiya aap kon ho to rahul ne bola aashiq hu main
Ok bhan apna khyal rakhna bye ab ye tumko parisan nhi karenge kyuki ab main inko Parisan karuga to rahul apne ghar chala jata hai to uska khana banane ka maan nahi tha to wo phone se odar karta hai par wo khane ki kosis karta hai par jabhi usko alia ki yaad aane lagti hai
To jabhi fir se alia ki awaaz sunye deti hai rahul Khana kyu nahi kharye to rahul bolta hai pata nahi to alia bolti hai main batao kyu nahi kharye tumko meri yaad ari hai chalo ab khaho chup chap to rahul bolta hai ye bas imagine hai tum nhi ho na
to alia ne bola khaho bhi to rahul ne phir se bola tum nhi ho bas imagine ho to alia gayab ho jati hai to rahul udas hoke khana kha leta hai to khake wo phone mein alia ke message padh ne lagta hai to kisi unknown number se call ata hai
To rahul delete kar deta hai aur message padh tha reta hai phir se call ata hai to rahul phir se delete kar deta hai jab wo apne phone ko rakh ke kuch karne jahi raha tha to phir call ata hai to is bar rahul phone utha leta hai to phone kisi aur ka nhi rajendar rao ka tha
Wo bolta hai kon hai bhe tu hero hai mafiya hai to rahul bolta hai sorry bol to rajendar bolta hai sala marr tha main re logo ko hai aur sorry main bolu par kyu to rahul bolta hai main sora tha main jis ladki se pyaar karta hu uski photo niche giri jo raghav ne utali mein ne bola jo bhi tune bola uske liye sorry bol par usne sorry nhi bola to main ne usko marr diya
To main ne tere ek aadmi ko bhi bola ki sorry bol usne bhi nahi bola to main ne usko bhi marr diya to rajendar rao bola sale wo Raghav mera bhai tha to rahul bola jabhi to uske pas dimag nahi tha to rajendar rao bolta hai ladkiyo ke bare main ashi baat karna normal si baat hai
To rahul bola ye tere liye choti si baat hai par hum jase ladko ke liye jo girls ki respect karte hai ye bhot badhai baat hai tumko sharam aani chahiye ki ladkiyon ke sath aasa karte ho abhi to sirf main ek sorry ke liye ye kar sakta hu to girls ki respect ke liye main khoon ki Nadiya ba duga main tujhe aur tere bhai ko tumhari laka mein guske marr hu gha to rajendar rao guse se bolta hai aaja aaja sale tere tukde karke korea ke samandar mein fek duga to rahul call kat kar deta hai
ab aage kya hoga wo aage pata chalega waiting





Write a comment ...