Ab wo police wala bolta hai ab koi nahi bacha sakta usko rajendar rao se abhi sala Shre ki tarah dadra tha rajendar rao ke aage uski okat kutte ki bhi nahi hogi to rahul apne room mein ek bot badi photo lagta hai alia ki to rahul alia ki photo se hi baat kar hi raha tha usko apne room ke bar se kuch awaaz ati hai
Rahul dekh tha hai ki do log kuch to baat kar rahe hai to wo bolre the aaj subha humhre hotal main rajendar rao ke kuch log aaye the Jo bol rahe the ki ek sala kutta tumhare hotal main hai jis ne rajendar rao ko challenge kya hai to aage se ek aadmi ata hai Hyālō sir raat bot hori hai jake dekho hotal ke bar kya hora hai to wo dono chale jate hai
To rahul room se bar aata hai to rahul usse puch tha hai ye aasa bhi kya hora hai hotel ke bar aree bhai Ēṭā śudhu bāli to rahul bolta hai bhai tu bagal se hai to wo bola wast Bagal durgapur se to rahul bola bhai main Rahul to wo bola Arjun to rahul bola nice to meet you Arjun to rahul bolta hai chal jake metar solve kar the hai
To arjun bolta hai bhai itna asaan nahi hai unko rok na to rahul bola 200 ko phle hi tok chuka hu to ye sunke arjun toda sa soch ne lega jab rahul aur arjun first floor pe poch the hai to tabhi wo log rahul aur arjun ko bhi pakd lete hai to un main se ek Banda ata hai to unno ne kabhi bhi rahul ka chehra nahi dekha to wo Rahul ko nahi pahchan pate hai
Wo Puch tha hai tum dono ne kisi ase insaan ko dekh hai jisne sut wut phena hua ho to arjun bolta hai are bhai sut wut to bot logo ne phena hua hai jise ki mere friend ne bhi to bolta hai pakka tumne aese kisi vyakti ko nahi dekha arjun bolta hai pakka to nahi bol sakta hu
To wo bolta hai iske friend ko marr do dekh bhe chup chap bata de kon hai wo warna tere friend ke tukde tukde kar dunga to arjun bolta hai are bhai isko kyu gasit rahe ho to wo bola marr do to ek banda ek talwar leke aata hai to arjun rahul se bolta hai bhai main ne phle hi bola tha ki mat aa par nahi main to aauga 200 logo ko marr chuka hu ye sab wo banda sunta hai abe kya bakwas kar raha hai to arjun bola usne hi bolta
To jabhi rahul wo Talwar se uski gardan kat deta hai to ye wo banda dekh tha hai to rahul bola abe salo main hi hu Rahul to wo bolta hai are chup chap kade kyu ho marro sale ko to rahul fir se sab ko marr na shuru kar tha hai to arjun bhi marr na shuru kar tha hai to rahul bola abe bhai tujhe bhi darr nhi lagta to arjun bola aree bhai ye sab main bot bar kar chuka hu
To wo Banda utta hai aur ek Bache ko pakd leta hai aur bolta hai abe salo ruko agar is bache ko zinda dekh na chahte ho to rahul wo Talwar pakke marr tha hai jo shide uske shir main lagti hai to rahul us bache se puch tha beta tum thik to ho wo bacha bolta hai ha ankal to hotel ka minijer bolta hai sir acha kya ho aap ne in sab ko marr diya
To rahul se arjun puch tha hai bhai kon hai tu kuch bot bura hua tha kya to rahul bola nhi bot khubsoorat din the to arjun bolta hai bhai rajendar rao wasa to bot katarnak aadmi hai par main hoon Na tere sath to rahul bolta hai bhai teri Saadi hogyi to arjun bolta hai nhi yaar kabhi main ne kisi ladki se baat nahi ki kabhi to rahul bola par kyu bro to arjun bola bhai teri hai koi to rahul bola uski shadi hogyi hai to arjun bola are bhai ye to bot buri baat hai
To rahul bola wo usse pyaar karti hai main usse to arjun bola chal bhi ab tu bhi kya kar sekta hai ab ye soch aage kya karna hai mujhe tera maksat to pata chal gaya ki rajendar rao ki laka mein aag lagana chahta hai
Aur is main main teri madad karu gha to rahul bola thanks bro to ab ye sab rajendar rao ko pata chal tha ki uske logo ko fir marr diya to rajendar rao bolta hai abe salo aaj kal kuch khana nahi kare kya jo sab ko marr raha hai wo uska naam kya hai to wo bola pata nahi bhai rajendar rao bola ab to mujhe hi aana padega ye kabbar uske pas pocha do
To rajendar rao ke kuch log aate hai to wo dekh the hai ki rahul aur arjun to hai hi nahi to wo log rajendar rao ko call kar ke bolte hai bhai wo dono hotel mein nahi hai to rajendar rao bolta hai to dundo unko to rahul aur arjun hotel ke bar se dekh the hai to arjun bolta hai bhai main ne bola tha na ki ye log jarur aaye ghe to wo log jab chale jate hai tab rahul aur arjun hotel ke andar jate hai
Aur rahul arjun se bolta hai ki arjun tu kyu meri madad karna chahta hai is main teri jaan ko bhi katra hai to arjun bola bhai
Tujhe lagta hoga ki main koi chota mota Gunda hu Kolkata ke bot bade bade gunde darr te hai bhai mujhe pata hai ye rajendar rao ki laka bot zada katarnak hai is main ye do bhai hai par bhai tu mera bhai hai to tere liye jaan ki kya parva Yakhana mā durgā tōmāra sāthē thākēna ok bhai main tere sath hu humesha to rahul bola Arjun ab main tere bhai jesa nhi bhai hi hu
To rajendar rao ne apne logo se bola ek kam karo uske friend ko uthke leke aao par mere ghar pe nhi usko is hi jagah leke jao don't let anyone hear his screams fir dekh the hai wo usko kese bacaye gha Chalo ab jao to rahul arjun se bolta hai bhai mujhe kuch kam hai to main aata hu to rahul ke jate hi wo log arjun ko pakad lete hai
Aur usse puch the hai chal bata wo kon hai aur uska naam kya hai agar tu ye sab bata dega to tujhe nahi marre ge jis pe arjun bolta hai Tumi ki bhēbēchilē arjuna tōmākē ēta sahajē balē dēbē? to ye sunke wo arjun ko marr tha hai ye bolta hai abe sale kutte mujhe pata hi tha tu nhi bole gha to arjun bolta hai wasa bhi kya karega tu jaan ke tujhe ko abhi marr na hi hai jab to wo bola kya tu marre gha
Nhi wo marre gha to wo bola kya wo jo abhi abhi aaya hai in sab main , to arjun bola ye hi galti un logo ne ki thi usko ek normal cheej samjha to ab wo log zinda hi nahi hai main ne dekha hai usko ladte hue isliye bol raha hu tum sab ko apni jaan bachne ka moka mil raha hai, to wo bolta hai hum nhi aaj tum logo ko moka mil raha hai apni jaan bachne ka,to arjun bola ab wo sirf mera dost nhi mera bhai hai
Acha hua tum log jab aaye the jab wo nahi tha wo jarur aayega agar aaya to fir mat bol na bhai phle kyu nahi bataya tumko pata hai main usko pyaar se kya bolta hu to wo bolta hai kya bolta hai arjun bola Bengal tigeeeer to wo log fir se marr ne wale hi the tabhi rahul aa jata hai aur bolta hai aap ne Bulaya hum chle aaye to rahul usko ek lat marr tha hai
Aur bolta hai ab to tumko koi bhi nahi becha sakta hai rahul arjun se bolta hai tu ja aur pata laga wo rajendar rao ka hai aaj inke sath us rajendar rao ko bhi aag laga dunga to arjun bola ji bhai
To wo log bolte hai hai kon abe tu mafiya hai to rahul bolta hai main tumhara baap hu main tum logo ko Jane deta par tum logo ne mere bhai ko marra aur ab main tumko marruga to log bolte hai sale darr rha hai rahul bola darra nhi rahe hu warning dera hu agar marr na Hai to aajo
To rahul ek sigret Nikal tha hai aur bolta hai chalo aajao to rahul ek Hummer utta hai to ek banda aata hai to rahul uske sar mein hi marr tha hai to rahul ek ek karke marr tha hai to ye sab dekh kar unka boss bhagna shuru kar tha hai par rahul usko pakad leta hai aur uski ek ek karke figar todta hai Hummer se
To ab wo cheekh te hue bolta hai bhai maaf karde galti Hogyi to rahul bola phle warn kya tha na ab to marr to wo bolta hai bhai tu kon hai rahul kuch nahi bolta bas usko marr deta hai
To jabhi arjun ka call aata hai aur bolta hai bhai rajendar rao to aaya hi nahi tha usne hamare sath game khela hai rahul bolta hai lagta hai darr gaya
To ab aage kya hoga ye aagle chapter main thanks please aap sab is story ko support karna





Write a comment ...